Santa Ke Pass 15 Inch Ka Bada Chota Aur Pyara Sa Ghoda (Horse) Thha.
Uske Khas Dost Banta Ne Usko Dekha Aur Puchha: "Yaar Itna Pyara Ghoda Kaha Se Liya?"
Santa: "Yaar Vo Udhar Jheel Ke Paas Ek Bade Pahunche Hue Baba Aaye Hai Aur Tapasya Kar Rahe Hai, Jo Maango De Dete Hai"
Banta: "Wah Yaar Ye To Bada Achha Hai, Main Bhi Jaake Kuch Mang Leta Hun"
Santa: "Par Yaar Ek Baat Ka Dhayan Rakhna, Unko Zara Ooncha Sunta Hai, Aur Vo Sirf Ek Hi Murad Puri Karte Hai"
Banta Ja Pahuncha Baba Ke Pas Aur Bola: "Baba Ji Mujhe Heerey Se Bhari Ek Bori De Do"
Baba Ne Apne Muh Mein Kuch Mantar Pade Aur Bori Aa Gayi, Aur Baba Fir Apni Tapasya Mein Leen Ho Gaye.
Banta Ne Khushi Khushi Bori Uthayi Aur Ghar Vapis Aa Gaya, Aake Jaisi Hi Usne Bori Kholi To Usmein Kheerey Thhe.
Vo Rota Hua Santa Ke Pass Gaya Aur Bola: "Yaar Badi Bakchodi Ho Gayi Mene Mange To Heere Thhe Par Ander Se Kheere Nikle"
Santa Gusse Se Bola: "Bhonsdi Ke Tujhe Bola To Tha Ki Baba Ooncha Sunte Hai, Aur Tujhe Kya Lagta Hai Ki Maine 15 Inch Ka Ghoda Manga Hoga"